Ayatul kursi in hindi

Al Baqarah ki Ayah number 255 hai. Benefits of Ayatul kursi Mohammad ne kaha tha ki Ayah Quan ki Ayatul Quran ki sabse khaas Ayah hai. Quran ke 4 hisse hai. Unme se ek hissa hai Ayatul Kursi jo ki Allah ke Arsh se judi hai. Spiritual benefits of ayatul kursi Hazarat Ali ne kaha tha ki Ayatul Kursi Quran kareem ki sbse unchi kursi hai.

Mohammad ne kaha tha ki jo koi iinsaan Surah e Baqarahki pehli ayah ka amal kara hai or bad main Ayatul kursi or fir Surah e baqarah ki aakhiri 3 ayah ko roj padhta hai use dunia main kisi bhi tarah ki mushkil ka saamna nahi karna padta hai. Kisi bhi tarah ka jinn ya shaitan use tang nahi karega. Or asa insaan kabhi Quran ko nahi bhulta.

Ayatul Kursi ka hindi main matlab

Khuda hi wo jaate paak hai. Or uske siway koi maabud nahi (wah) zindagi hai (aur) sari kaaynaat ko sambhalne wali wahi hai. Usko na to koi ungh hai or na hi koi nind. Jo kuch bhi aasman main hai or jo kuch bhi jameen pe hai, usi ka hai.

Benefits of Ayatul kursi

Kaun asa hai jo ki uski izzaza ke bigar kisi ki usse sifarish kare. Benefits of Ayatul kursi Jo kuch unke paas hai or jo kuch unke peeche ho chuka hai, wo khuda sab kuch jaanta hai.Log use ilam main se kisi par hi ahaata nahi kar sakte.

Magar wo jitna chahe sikha de, usi kursi sabhi zameen or asmaan ko ghere huye hai. Wo zameen aur aasman ka negah dasht hai. Us par kisi bhi tarah ki mushkil nahi hai or wo ek aalishaan buzug ke martabaa hai.

Ayatul Kursi ke Fayde

Ayat ul kursi Quran ki ek behad khaas ayat hai. Lekin iske kya fayda hai or islam main kyu iski itni tareek ki gai hai? Agar ap roj ayat ul kursi ko padhte hai to apko bahut sare fayde hoge, jaise ki

Ayat ul kursi ko padhne se insaan har waqt Allah Miyan se juda rehta hai. Asa hone se kisi bhi tarah ka zinn ya shaitaan us par ya uske pariwar par haawi nahi ho skata.

Agar apki ya apke bache ki yadasht kamjor hai . To apko roj ayatuk ki kursi ko sache dil se padhna chahiye. Benefits of Ayatul kursi  Ise padhne se kuch hi dino ke andar apki yadasht tej hone lagegi. Ayatul kursi benefits in urdu Agar apke parivar ka koi insaan gujar chuka hai, to ap uski yaad main ye kursi padhe. Asa karne se us insaan ki aatma ko shanti hasil hogi.

Bahut baar zindagi main koi na koi daar bana rehta hai. Jaane anjane koi na koi musibat ayi rehti hai. Agar ap bhi kisi wajah se apni zindagi darr main ji rahe ho. To ayat ul kuris ko padhne se apko himmat milega or apke andar ka darr khud bhi khud gayab ho jayega. Allah Pak apko zindagi ki har mushkil se ladne ki himmat dega. Or pahad jaisi dikkate bhi apko bahut choti dikhne lagegi.

Isse padhen se Allah Tallah ki rehmat hasil hoti hai. how to learn atul kursi Allah Pak hamesha apke sath rhege or apko har mushkil se mehfoose rakhege.

Ayatul kursi ko karne ka sahi tareeka janne ke liye ap hamare molvi ji se kisi bhi waqt baat kar sakte hai.Agar apko or koi pareshani ka solution chahiye to bhi ap hamse contact kar skte hai.