Kya aapki shadi me bar bar rukawat aa rahi hai? Kya aapki shadi ki baat hote hote ruk jati hai? Agar aisa hai toh aap shadi ki rukawat khatam karne ki dua parhe. Is dua ko parhne se apki shadi mein aa rahi sari rukawate khatam hongi aur aap apni man pasand se shadi kar sakenge. Har ladka ya khwatein ka yeh khwoab hota hai ki uski shadi ache se ho jaye aur wo usme kamyab ho. Par kayi baar unke chahne par bhi aise halat paida hote hai jinse unki shadi nahi ho pati. Aise mein ladka ladki dukhi ho jate hai.
Shadi Ki Rukawat Khatam Karne Ka Wazifa
Par ab apko mayus hone ki zarurat nahi hai. Aap apni shadi mein aa rahi uljhano ko khatam kar sakte hai shadi ki rukawat khatam karne ka wazifa parh kar. Aksar ladka ya ladki kitne bhi kaabil kyu na ho. Jab rishte ki baat aati hai to kuch na kuch dikkate aa jati hai chahe wo waldain ki raza se na ho ya ladke ladki ki pasand. Apka jaldi shadi karne ka sapna mukammal nahi ho pata. Aise mein aap shadi ki rukawat khatam karne ka wazifa pe aitbaar karke dekhe. Apki shadi jald hi ho jayegi bina kisi rukawat ke.
Shadi Ki Rukawat Khatam Karne Ke Liye Dua
Aap shadi ki rukawat khatam karne ke liye dua ko parhe. Iska asar aapko 3 din mein hi dikhne lagega. Shadi ki rukawat khatam karne ke liye dua ko parhne se pehle Allah Talah par bharosa rakhe. Allah (swt) apki dil ki baat jante hai aur jald hi apke naseeb mein ek acha rishta aayega. Insha Allah jald hi apki rishte ki baat pakki hogi aur aap kamyabi hasil karenge.
Shadi Ki Rukawat Khatam Karne Ka Wazifa
- Aap neeche diye gaye shadi ki rukawat khatam karne ka wazifa ko parh sakte hain:
- Koi bhi ped ke 21 patte lein aur garam pani mein mila dein
- Phir Surah Fatiha, Ayat-ul-Kursi, Surah Ikhlas, Surah Kafiroon, Sukhrah Falak aur Surah Naas 70-70 baar parhe.
- Ab isko pani mein dum karde.
- Iske baad is pani se ladka ya ladki 3 se 11 dino tak gusl kar le.
- Is wazifa ko saaf suthre kapde pehen kar kare.
Shadi Ki Rukawat Khatam Karne Ka Amal
Shadi ki rukawat khatam karne ka amal karne se aapki shadi me aa rahi sari pareshaniyan khatam hongi. Aapke liye koi munasib rishta aayega aur jald hi apki ache se shadi hogi. Insha Allah na sirf aapke liye ek acha rishta aayega par apki shadi shuda zindagi bhi khushnama hogi.
Shadi Ki Rukawat Khatam Karne Ka Taweez
Agar aapki shadi mein bar bar dikkatein aa rahi hai aur baat pakki nahi ho paa rahi to behtar rehega ki aap Islamic Molana se baat kare. Wo apko apki shadi mein aa rahi dikkaton ki wajah bata denge aur apko Shadi ki rukawat khatam karne ka Taweez de denge.
Insha Allah apko poori kamyabi milegi aur apki dikkatein khatam hongi.